Thursday, 24 October 2013

BABAJI KA THULLU



                                Babaji Ka Thullu  b/w Ranbir & Kapil Sharma

Kapil (Ranbir Kapoor se):
Aap Movies Banate Ho…
2-3 Mahine Movie Promote Karte Ho…
Film Hit Ho jaati Hai..
Producer Ko Saare Paise Mil Jaate Hai…
Aapko Kya Milta Hai ?
BABA JI KA THULLU. 
Ranbir : Tumne Yeh Show Shuru Karwaya…
Hindustan Ka Number One Show. .
Kya TRP’s hai . .
Par Tu Abhi Bhi Gareeb Lag Raha Hai . .
Tujhe Kya Mila?
BABA JI KA Thullu

Machchli Saanp PJ – Comedy Nights with Gutthi

Machhli: eeuu eeu eeuu
Saanp: Uuummmmm
Machhli: Tum machli kyu nahi khate…
Saanp: Kyuki machli me kaante hote hain na…
Machli: To chappal pehan ke kha liya kar 

Aapki Zulfe Jaise Noodle – Palak in Comedy Nights

Gutthi-Palak-Shayari-Comedy-Nights-With-KapilAapki Zulfe Jaise Noodle
Aapka Chehra Jaise Halwa…
Aapki Zulfe Jaise Noodle
Aapka Chehra Jaise Halwa…
.
.
.
.
.
.
Jalwa.. Fashion Ka Hai Yeh Jalwaaaaaaaa
———- In Hindi ————
आपकी जुल्फे जैसे नूडल
आपका चेहरा जैसे हलवा…
आपकी जुल्फे जैसे नूडल
आपका चेहरा जैसे हलवा….
.
.
.
.
.
जलवा.. Fashion का है यह जलवा…..
——–

Gutthi ki Poem, If You don’t Mind

Aap Aaye Hai Hamare Ghar Mein..
Phool Khile Hai Gulshan Gulshan..
Aap Aaye Hai Hamare Ghar Mein..
Phool Khile Hai Gulshan Gulshan..
Mehki Hai har Kali Kali…
Mehki Hai Har Kali Kali..
Chura Ke Dil Mera Goriya Chali…
Uda Ke Nindiya Kaha Tu Chali..
———- In Hindi ——–
आप आये है हमारे घर में..
फूल खिले है गुलशन गुलशन..
आप आये है हमारे घर में..
फूल खिले है गुलशन गुलशन..
महकी है हर कली कली…
महकी है हर कली कली..
चुरा के दिल मेरा गोरिया चली…
उड़ा के निंदिया कहा त

Results Mein Milta Hai Babaji Ka Thullu

Exams Ke Time Raat Bhar Padhte Hai
Saare Students Bankar ULLU..
Exams Ke Time Raat Bhar Padhte Hai
Saare Students Bankar ULLU..
Phir Bhi Results Mein Milta Hai
Sirf
BABA JI KA THULLU!!

Free Mein US Ghoom Aaun

US-Kapil-Shahrukh-Thullu
Kapil: Soch raha hun USA ghoom aaun, Free Me
Shahrukh: Free me kaise?
Kapil: ab sochne ke bhi paise lagenge??!!!

Babaji Ka Thullu

Arzz kiya hai,
Mujh se break-up kar ke tu ban gayi ullu
Mujh se break-up kar ke tu ban gayi ullu
Maine toh nayi patta li tujhe kya milla ?
Babaji ka thullu??
—– In Hindi —–
अर्ज़ किया है,
मुझ से break-up कर के तू बन गयी उल्लू
मुझ से break-up कर के तू बन गयी उल्लू
मैंने तो नयी पटा ली तुझे क्या मिला?
बाबाजी का ठुल्लू??



Weekend ka wow.... Sath mae Salluuuu...

Weekend ka wow....
Sath mae Salluuuu...

Kapil ka aww.....
Sath mae babji ka thulluu... :-D :-D

If gutthi introduces engg. in comedy nights

If gutthi introduces engg. in comedy
nights...
Gutthi-palak,
palak -engg.,
engg.-exams,
Exams - difficult ,
difficult - fail,
fail - another attempt,
another attempt -nov,
nov -may ,
may - nov ,
nov - may!
Aur phir baba ji ka thullu

Babaji ka thallu joke Exam Special

Exams Ke Time Raat
Bhar Padhte Hai Saare
Students Bankar ULLU..
.
.
Exams Ke Time Raat
Bhar Padhte Hai Saare
Students Bankar ULLU..
.
.
Phir Bhi Results Mein Milta
Hai Sirf
.
.
BABA JI KA THULLU

Congress to change its party symbol from “Hand” to “Baba ji ka Thullu”

Today in a surprise move by the Congress, they have announced to change their party symbol from Right Hand to Baba ji ka Thallu.

Baba ji ka Thullu

Mujhse breakup kar ke ban gayi tu ullu,
Mujhse breakup kar ke ban gayi tu ullu,
Mujhe dusri mil gayi tujhe kya mila
.
.
.
.
.
.
.
.
Baba ji ka thullu...

Babaji ka Thullu with Kapil Sharma

Kapil Sharma :Ranbir Aap Movies Banate Ho . .
2-3Mahine Movie Promote Karte Ho . .
Film Hit Ho jati Hai . .
Producer Ko Saare Paise Mil Jaate Hai . .
Aapko Kya Milta Hai ?
BABA JI KA THUULU.
Ranbir : Tumne Yeh Show Shuru Karwaya. . .
Hindustan Ka Number One Show. .
Kya TRP's hai . .
Par Tu Abhi Bhi Gareeb Lag Raha Hai . .
Tujhe Kya Mila???
BABA JI KA THALLU

Babaji Ka Thullu Special Joke

Pappu - Hey Girl- Today I wanna tell you those 3 magical words..
Pappu - Oh, Wow, tell me fast..
I have been waiting for them! . . . . . . . . . .
Girl- Babaji Ka Thullu

Babaji Ka Thullu Special Joke

Pappu - Hey Girl- Today I wanna tell you those 3 magical words..
Pappu - Oh, Wow, tell me fast..
I have been waiting for them! . . . . . . . . . .
Girl- Babaji Ka Thullu

Babaji Ka Thullu Special joke

Aam Aadmi Mehnat Se Paise Kamata Hai..
Tax Pay Karta Hai..
Vote Karta Hai Usko Kya Milta Hai? BABA JI KA THULLU

Babaji Ka Thullu Special Joke

Raat ko jaagta hai ullu.....
wah wah!!
Raatko jaagta hai ullu......
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Neeche kya dhoond rahe ho???
?
Babaji ka thullu!

No comments:

Post a Comment